• Misyar Marriage

    is carried out via the normal contractual procedure, with the specificity that the husband and wife give up several rights by their own free will...

  • Taraveeh a Biad'ah

    Nawafil prayers are not allowed with Jama'at except salatul-istisqa' (the salat for praying to Allah to send rain)..

  • Umar attacks Fatima (s.)

    Umar ordered Qunfuz to bring a whip and strike Janabe Zahra (s.a.) with it.

  • The lineage of Umar

    And we summarize the lineage of Omar Bin Al Khattab as follows:

  • Before accepting Islam

    Umar who had not accepted Islam by that time would beat her mercilessly until he was tired. He would then say

Wednesday, October 3, 2012

Baagh e Fidak - Urdu Book

Categories: ,

39 comments:

Baagh-e-Fidak

حضرت زہرا(علیھا السلام)کو فدک عطا کرنا

چودہ ذی الحجہ،۷ہجری کو رسول اللہ(صلی اللہ علیہ و آلہ)نے حضرت فاطمہ زہرا (علیھاالسلام) کو فدک عطا فرمایااور اس پر آپ نے گواہ بھی قائم فرمائے۔ اس امر کی ۱۵ رجب کی روایت بھی ہے۔

جبرئیل امین آنحضرت(صلی اللہ علیہ و آلہ)پر آیت” وات ۱ی القربی حقہ“(اپے قرابتداروں کو ان کا حق دیجئے“ لے کر نازل ہوئے۔ پیغمبر اکرم(صلی اللہ علیہ و آلہ)نے پوچھا: قرابتداروں سے کون مراد ہیں۔اور یہ کس کا حق ہے؟ حضرت جبرئیل نے خداوند عالم کی طرف سے کہا: فدک حضرت زہرا(علیھا السلام)کے حوالہ کرو، پیغمبر اکرم نے حضرت زہرا(س)سے فرمایا: ”خدا وند عالم نے فدک تمہارے والد کے لئے فتح کیا ہے اور چونکہ لشکر اسلام نے اسے فتح نہیں کیا، اس لئے فدک میرے لئے مخصوص ہے۔ اور خدا وندعالم نے مجھے حکم دیا ہے کہ میں فدک آپ کو دیدوں۔ اس کے علاوہ تمہاری والدہ کا حق مہر تمہارے بابا کے ذمہ ہے، اب تمہارا والد تمہاری والدہ کا حق مہر اور حکم خدا وندی کی تعمیل میں فدک آپ کے حوالے کرتا ہے۔ اب جاگیر فدک تمہارے لئے اور تمہارے فرزندوں کے لئے ہے۔ اب تم اس جاگیر کی مالک ہو۔

حضرت زہرا(س)نے عرض کیا : ”جب تک آپ زندہ ہیں میری ذات اور میرا سب کچھ آپ کی ملکیت ہے“۔ پیغمبر اکرم(صلی اللہ علیہ و آلہ)نے فرمایا: ”مجھے اس بات کا خوف ہے کہ اگر تم نے میری زندگی میں اس میں تصرف نہ کیا تو میری حیات کے بعد کچھ لوگوں کو موقع مل جائے گا اور وہ آپ کو تصرف نہیں کرنے دیں گے۔ حضرت صدیقہ نے عرض کیا جیسے آپ بہتر سمجھتے ہیں ویساہی کریں۔ پیغمبر اکرم(صلی اللہ علیہ و آلہ)نے حضرت علی (علیہ السلام)کو حکم دیا کہ ایک تحریر بناؤ کہ پیغمبر اکرم(صلی اللہ علیہ و آلہ)نے فدک اپنی بیٹی حضرت فاطمہ کو بخش دی ہے“امام علی(علیہ السلام)نے ایک تحریر بنائی اور پیغمبر اکرم(صلی اللہ علیہ و آلہ)اور ام ایمن نے اپنی گواہی ثبت کرائی۔ آپ نے فرمایا: ”ام ایمن بہشت کی خاتون ہے“۔(۱)۔

۱۔ تقویم شیعہ، صفحہ ۳۰۴۔

____________________________

Granting Fadak to Fatemeh Zahra (s.a).

It was on Zul-Hijjah 14th, seven years after Hijrah when the prophet (p.b.u.h) granted Fadak to Zahra and called to witness for this act. Another narration is Rajab 15th.
Gabriel descended and brought this verse: «و آت٠ذَ الْقÙربى حَقَه», (grant the right of the relatives to them), the Prophet (p.b.u.h) asked: Who are the relatives and what is this right? Gabriel said on behalf of the God: Grant Fadak to Fatemeh (s.a). The prophet told Zahra: "God conquered Fadak for your father, and it is not conquered by Islam Army, so it belongs to me. God ordered to grant it to you. On the other hand, I owe the marriage fund of your mother Khadijah (a.s), and your father grants Fadak to you for the marriage fund of your mother and according to the God"s order. Take it for you and your children, and posses it".
Hazrat Zahra said: "by the time you are alive you own me and my property". The holy Prophet (p.b.u.h) said: "I fear that unworthy people make you"re not taking possession of the property as an excuse and prevent it from you after me". Hazrat Seddiqeh said: Do as you deem advisable. The holy prophet (p.b.u.h) called the commander of faithful (a.s) and said: "write down the document of Fadak as the donated of Prophet and record it". Ali (a.s) wrote it and the Prophet (p.b.u.h) and Umm Iman witnessed, then the Prophet (p.b.u.h) said: Umm Iman is a woman of paradise.(2

Can someone please send me a complete book in PDF @
aghaffarpakarab@gmail.com.

Aap Dalail shia book say nahin balkay Ahle Sunnat ki books say dain. Aur scan ki soorat main dain, Jo daleel sahi hoga us ko tasleem kiya jae gaa, aur jo ghalat hoga us ko Ghalat saabit kiya jae gaa.

Mr. Anonymous,

Is baat ki kya guarantee hai k aap scan ki soorat main haq ko dekh kar maan jayenge. ??
Aap logon ko to hum 1400 saal se haq batate aa rahe hain lekin aap hain ke abu bakr aur umar ki muhabbat me itne andhe ho gaye hain ke aap ko haq dekhai hi nahi deta.
Raha sawaal Ahle Sunnat ki books ki to hum kyon un kitaabo per aitbaar kare jisme Qaatalani imam se to hadithe hain lekin imam ali (AS) aur imam Jafer sadiq si hadithe nahi hain.

Aap ko Shia kitabo ki daleele tasleem nahi kyonke aap ki nazdeeq saare sacche sunni hi hain, aisa aapko aapke taassub pasand aalimo ne sikhaya hain. To phir aapko haq kaise dikhai dega.

Humne is post me aur zyada tar post me sirf sunni daleelein di hain. Ab aap jakar apni libraries me doondhe aur bataye ki jo baat humne kahi hain sahi hai ya nahi.

Waise ek baat aur hain wo ye k aap logon ne apne reference books ko bhi tehreef karna shuru kar diya hai taake shiayon ke haath jo daleele lagi hain wo radd ho sake. Lekin jhoot ki buniyaade bahot kamzoor hotein hai janab !!!!!

sahi bukhari main may b baeeg fidak ka ziker hai


Sunniyon Ki kisi bhi authentic book main koi hadees mojood ni Jis main jis main ye likha ho k HAZRATE FATIMA R.A GHAZAB NAK HUI HO YAA UNHON NE ABUBAK K KHILAF KOI WASIYAT KI HO.... AIK BHI AISI SAHI HADEES NI HAI...
SAB UPNI TARAF SE WAZAHAT KI HAI MUSANNIF NE....
AGAR KOI AISI HADEES HAI JIS MAIN KAHA HAI K ME AP DONO KI BABA SE SHIKAYAT KARUN GI BROZE QAYAMAT... TO PLZZ HADEES KA SCAN PAPER UPLOD KAREN...
na ke upni mangharat kitabon se kahaniyan sunayen.....

بسم اللہ الرحمٰن الرحیم۔
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی تیار کردہ بہترین جماعت صحابہ رضی اللہ عنھم تھے۔
اللہ تعالی نے قرآن پاک میں تیسرے سپارہ کے شروع میں فرمایا کہ اللہ تعالٰی نے رسولوں کو بعض رسولوں پر فضیلت عطا فرمائی ہے ہم ان کے درمیان کوئی فرق نہیں کرتے۔
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی تیار کردہ جماعت کی بھی بعض کی بعض پر فضیلت ہے اور ان کے درمیان کو ئی فرق نہیں۔
حق چند الطاظ میں بیان ہوجاتا ہے۔حق یہ ہی کہ صحابہ رضی اللہ عنہ اور اہل بیت کے درمیان کوئی اختلافات نہ تھے۔
بہتر یہ تھا کہ موصوف ابوبکر اور عمر رضی اللہ عنہ کے فضائل بخاری شریف سے بیان فرمانے۔ لیکن افسوس کہ ایسا نہیں۔
آج کے مسلمان پر افسوس کہ انہوں نے یہود و نصاری کے طریقوں کو اپنا لیا۔ وہ خبیث بھی نعوذ بااللہ اپنی طرف سے قرآن پاک میں غلطیان نکال نکال پر اپنے آپ کو مطمئن کرتے ہیں اور اپنی ساری قوم کو گمراہ کرتے ہیں۔کیا یہ ہی معیار ہے سچا بننے کے لیے۔ بالکل نہیں۔جی ہاں بالکل بھی نہیں۔
صحانہ رضی اللہ عنہ سے اللہ تعالیٰ راضی ہو گیا اور وہ اللہ تعالی سے راضی ہوگئے۔ القرآن
اصحاب رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم زندہ باد
ان سے محبت زندہ باد

BARRY MAZZY KI BAAT HAI JO AAYAT MERY DIST NY UPPAR PESH KI HAI
US KO INHON MADNI AAYAT ZAAHIR KARNY KI KOSHISH HAI
WO AAYAT BAA ITTFAQ TAFASEER SUNNI AUR SHIA
K WO AAYAT MAKKAH ME NAAZIL HUI
JAB AAYAT HI MAKKI HAI TO PHIR ISKA MTLB HAI IS AAYAT KO BUNYAAD BNNA KAR
JO RIWAYAT MADINY WAALI ZAHIR KI WO RIWAYAT MOZZUH YANI MANGHART HAI
AUR AIK BADDI LOGIC WAALI ALLAH K HUKKAM SE JABB FADAK DY DIA SYEDNA HAZRAT FATIMA ZAHRA RZ.A KO TO ALLAH KI DIA HUA INSAANON NY CHHEAN LIA ISTRAH TO RABB KI BHI TOHEEN HOTTI HAI
JANAB BTAYEN NA
FADAK KO ZAREEA BNNA KAR SAHABA AKRAM RZ.A KO TABBARRA KARNA MA'AAZ ALLAH
YEH AHL E BAIT ATHAAR SE MOHABBAT KA IZHAAR NAHI BALKY
SAHABA AKRAM RZ.A BUHGAZ HAI AUR IS SE AHL E BAIT KI BHI TOHEEN HOTTI
Q K ALLAH PAK QURAN E PAK ME FARMATA HAI K SURAT FATTAH ME
RUHHA MAA BAYENNA HUM
AUR YEH LOG AAPIS ME BADDY REHM DIL HAIN
TO MERY DOST BTAO NA JABB ALLAH PAK QURAN KEHTA HAI K
AAPIS ME BADDY DIL THY TUM KON HOTTY HO IN PAK HASTIYON KO TABBARRA KARNY WAALY
IS KA MTLB TUM QURAN E PAK BHI INKAR KAR RAHY HO
AUR QURAN E PAK AIK LAFFAZ KA MUNKIR HAI
WO KAFIR HAI
TUM TO SAARY QURAN E PAK K MUNKIR
MERY DALAIL PARR GHOR KARNA
Q K MOHABBAT ME ITNA BHI AAGY NA BADHHO K AHL E BAIT KI HI TOHEEN HO JAYE

Maaze k baat to ye hai janab k aap ki bukhari me likha hai k Janabe fatema zehra apne Haq k liye Abu Bakr k darbaar me gayein aur Abu Bakr ne ye keh kar inkar kar diya k nabi ki hadees hai k nabi koi cheez virasat me nahi chhodte.
To hamare itraaz ye hai k kya janabe fatema Aalima nahi thi....????
Kyon ye hadith Nabi ne apni beti ko na farmakar sirf Abu bakr ko batai ?????
kyon wirasat se related ye hadith ghar waalon ko nahi pata thi.....jabki ghar k logon ko maaloom hona chahiye thi?????
Kyon ye hadees abu bakr k alawa kisi aur sahaba se naql nahi hui ????
Kyon ye hadees Quran k khilaaf hai jaha aur nabiyon ki wirasat ka nazkira hua hai ???
Agar nabi wirasat me sirf ilm hi chodkar jaate hain to nabi ki Aal jinper sadqa haraam hai unko kya milega ????
Agar nabi sirf ilm hi wirasat me chodkar gaye to ye ilm wirasat me fatema ko mila k nahi ????
Agar fatema nabi ki ilm ki waaris hain to fatema usi ilm ki buniyaad per fadak maang rahi thi to unke fadak kyon nahi diya gaya. ?????
kya fatema nauzibillah wirasat k maamle me jaahil thi jo yuhi apna haq maangne darbaar me aa gayein ???

Kyon Ali(as) ne fidak k maamle me fatema ka saaath diya ???? agar unka haq maangna sahi na tha.

Mujhe taajjub hai nabi ko maasoom na maanne waale log sahabas ki har galtiyon ko nazar andaas karte hai aur sahaba ko maasoom samajhte hai.

Jaiye surah munafeeq padiye. Quran ne aise sahaba ki mazammat ki hai jo kalma padthe thi magar dil me kufr chupa tha.
Abu Bakr aur Umar ne kai dafa rasool Allah ki nafarmani ki hai. ye ham aapki kitabon se saabit kar sakte hain.
To sahaba ko maasoom maanna kaha tak sahi hai. Quran me bahot se jagah Allah ne Rasool ki nafarmaaani karne per sakti ki hai?????
Hum ahle bait k muhabbat me ande nahi hui hai. Aap hazraat sahaba ko maasoom maante hui unke har galat amal per parda daalte hai. Sahaba aam insaan the. Agar hum aap bhi us zamane me hote to sahabi hote ,to kya hum sab maasoom ho jaate.????
Quran ne jaha sahaba k acche amal ki taarif ki hai wahi unke bure amal ki mazammat ki hai. Ye baat aap logon ko kyon samajh nahi aati?????
Shia sirf un sahaba ko bura kehte hai jinhone aal e paak ka haq gasb kiya.Shia tamaam sahaba ko bura nahi kehte.

Janab Yusuf,
Fadak ka maamla koi shiyon ka afsaana nahi hai. !!!!
Ye ek Taarikhi haqiqat hai jo aap ki mutaddid kitabon me maujood hain.
Ye aapne koi kitab padi bhi hai ya apne mullayon ki andi taqleed kar rahe hain.
Aur kitabe jaane dijiye. Bukhari online maujood hai. Usme jaakar padh lijiye. Kam se kam aapko itna to mil hi jayega k fatema zehra abu bakr se naaraaz hui aur 6 mahine tak zinda rahi aur duniya se ruksat hui. Kahi ye nahi milega aapko ki unhone abu bakr ko maaf kar diya tha.
Online sahih bukhari reference :
http://www.sahih-bukhari.com/Pages/Bukhari_4_53.php

Padiye Sahih Bukhari Volume 4,Book 53,Number 325

This comment has been removed by the author.

Sir ap jinka Nam lay rahy hain na woh na Apki Umar k hain na apky dost hain rasoolullah Kay dost hain ehtram se Nam lain ap

ham to itna jaante hain k aapke hazrat Umar ne rasool e khuda ko aakhri waqt qalam(Pen) aur kaagaz nahi diya aur kaha k mazallah Rasool hijyaan ( hallucination) bak rahe hain.....Ab jisne Rasool ka farmaan nahi maana wo bhi unke aakhri waqt ...wo bhi ye jaante hue k Rasool kalam hi nahi karte jabtak k wahi e ilaahi na ho....to hum aise shaks ka ihteraam kaise kar sakte hain ???? bataiye aap...????

Ridaa Fatima ji i have History of islam ibn e Khuldoon Book

Tabarrah Chahe Ahle Bait At'har par kia jaye ya As'hab e Karam Alehim Ajmaeen par kia jaye ek Muslim keliye ayesa karna Halakat se kam nahi he.me kisi ko khariji ya Rafidi nahi kehta. me sirf itna kehta hun Khudara Ahle Bait Athar our As'hab e karam Alehim Ajmaeen par tanqeed kar ke un ke kisi bhi Amal par ungli utha ke Apne liye jahannum mat karlijiye

Sunni ho ya shia dono ny islam ma giroh bandi ki Quran ma wazeh ayat hn k yeh log bhatak jaingy giroh der giroh bnaingy. Rahi baat Fatima RA aur Abu Bakr RA ki, jo kuch hua ghalat fehmi sy ta jaan bojh kr is baat ka Deen e Islam ka koi lena dena nai hai. Hmary liyeh sirf aur sirf ehem hai Allah swt aur Muhammad PBUH. Allah ny apna Deen apna akhri Peghaam Aur Kalmat mukamal aur khatam krdya Muhammad PBUH kai waseely sy, Muhammad PBUH ferma gy takeed kr gy sukhti sy k deen mukammal hogya. Na Muhammad PBUH sunni thy na shiya yeh dono Hm apis kai nachakyo aur jahalat ki wja sy hua. DEEN to sirf ALLAH aur MUHAMMAD ka ha na sunnyo ka na shiyo ka .

Ap sab log sunni shiya py mat laro plz try to find out jo b reality h refrnce k sath khud ko taky hm sahe aqeedy ki traf ly k ja sakn qk ek hadees main h k jo Ali sy mhbt kry ga woh nabi sy kry ga mjy hadees k sahe lafz yad ni r plz nabi pak nae apni byti pyari byti ko kiya diya kiya nae jung kyse r nhi hmere itni okat ni k smjyn r hazrat Ali ilm k darwazy hn r nabi pak shehr bki rahe bat hazrat abu bakr r hazrat umar ki tou woh dost r sahabi rasool thy hm kisi ki b shan main gustakhi ni kr sakty I just want to follow the right religion na sunni na shiya balky jo reality h plz woh sabit krn taky hm sahe chez follow kr sakn r plz nabi pak ki byti r gharane ka mamla bht nazuk h r hazrat abu bakr b bht buland mukam py tou mamla bht nazuk h sahe bat samne lao taky hm sab ki islah ho saky

Yaha Ladai ki koi baat hi nahi hai...Agar Taareeq se saabit ho gaya k Umar aur abu bakr ni khilafat gasp ki jiski wajah se baad me khaana jungi hui aur waqaye Karbala hui ....to usko jaanna har musalmaan per farz hai kyonki deen hamaare paas 1400 saal baad aaya hain aur ham per zaruri hai unki pairvi karna jin per allah ne apne nemate nazeel ki hai jaisa ki quran me Allah ne farmaaya hai.

Yes....... mere pass he pdf me

baat ap ki agar maan li jaye k ahl e bait aur sahaba mai koi ikhtilaaf nhi to yeh kiu nhi samajh ati k fatima ka gharana ajeeb o ghareeb tareekay se khatam huwa jung e jumbal hui raat o raat dafnana para kisi ko to kisi ko zehr day k maara gaya kisi k taboot ko itna khatra tha k aath oontoun pe rakh k bejha gaya aisi konsi mukhalifat thi jo nikali jarhi thi is gharanay se.. karbala to chalo sab ko pata hai per baaki gharanay k afraad kiu makkay madinay se door kiye gye..ab agar yeh kehna hai k ALLAH ki marzi to jawab he na dena bhayi

abdullah bhai ap keh rahe ho ki bukhari ki hadish se k sayyeda fatima zahra r.a Abu bakar r.a se naraj hogai to ispe mera Question hai ki ap uss hadish mai Narajgi ka lafz dikhaiye no any other comment okk.

Mr Abdullah apne fake story apne pass rakho jahilo Hazrat Muhammad Mustafa (saw) ko jub ane wale time ka ilam tha to un ko apne 4 dosto ka ilam nhe tha ? Astigfirullah kya Nabi ko apne dost chunne me ghalti ho gai nazubillah nhe me apne nabi ki koi bhe baat koi bhe thareer koi bhe lafz ho har cheez pe iman rakta hu kise baat say inkar nhe kar sakta to un k sahaba pe kesey Shak kro jis ny Nabi k faislay ko ghalat ya inkar kiya wo Muslim he nhe ok thats calear Mr Abdullah & other peoples

Jis seerhi sy charho gy falah pao gy dalael sub key paass hain sub apni jgha ek believe rakhty hain apny point pr, mohabat gharaney sy hou ya sahabah sey dono ko compare krna aur dono me sy kisi ki b tauheen krna ghalat hai,tareekh lakh haqayiq likhy jis baat me 1% confusion bhi hou us mamly ko Allah pr chor dena chaiye, "Beshak Allah behter insaaf krney wala hai"
lekin ik momin pr wajib hai Allah ki rassi ko mzbooti sy thaamey rakhna aur tafarruka na phailana.

Ye fake story agar hai to aapki kitaabon me kaha se aa gayi ???
Jab aap hamare Imamo ko Maasoom nahi maante to tamaam sahaba ko maasoom kyon maante ho ??? Kyon aap ye maanne ko tayyar nahi hai ke sahaba aam insaan the ?? Sahaba use kehte hain jinhone Paigambar ko kam se kam ek baar dekha...

Iblees ko jaante hui bhi ke ye Iblees hai Allah ne use Farishto ke beech rakkha aur use nikaal kyon nahi diya ??? Isi tarah Abu Bakr aur Umar ko Paigambar ne unke Gunah se pehle unko apni bazm se nikaala nahi...Ha magar ek waqt aisa bhi aaya jab Umar ne Qalam dawaat dene se mana kiya tab huzoor(SAWA) se unke apne bazm ne nikala bhi...ye sab aapki kitabon me maujood hai, koi shiyon ka banaya afsana nahi hai !!!!

Janab Shaikh Haider Ali Sahab ....aapke sawaal ka jawaab ye hai ....

Sahih Bukhari Volume 004, Book 053, Hadith Number 325.
Narated By 'Aisha : (Mother of the believers) After the death of Allah 's Apostle Fatima the daughter of Allah's Apostle asked Abu Bakr As-Siddiq to give her, her share of inheritance from what Allah's Apostle had left of the Fai (i.e. booty gained without fighting) which Allah had given him. Abu Bakr said to her, "Allah's Apostle said, 'Our property will not be inherited, whatever we (i.e. prophets) leave is Sadaqa (to be used for charity)." Fatima, the daughter of Allah's Apostle got angry and stopped speaking to Abu Bakr, and continued assuming that attitude till she died. Fatima remained alive for six months after the death of Allah's Apostle.

Ref : http://www.hadithcollection.com/sahihbukhari/86--sp-501/3941-sahih-bukhari-volume-004-book-053-hadith-number-325.html

Abdullah ap Hazrat Muhammad k akhri waqt main pass khary thy jahil insan ap to Nabi pak k ilam py shuk kr rahy ho ap us umar k bary main bhonk rahy hain jinko Islam ki sir
Bulandi k liy Nabi SAW ny dua main manga asy to nabion or sahaba main farak kr k Quran ko jhutlaty ho you illeterate man

bhi yeh sb tarekh hai lekn Hazrat umer r.a aur Hazrat Abu bakar r.a k about Nabi S.A.W ki ahadees mojud hn keh wo ketna pyar krty thy Un sy

Agar haq umat ya sahabiyo ka tha to ya jageer nabi pak k pas 4 years rahi , to nabi ny di ku nhi akhir nabi ny apni bati fatima ko hi ku di, ( Allah ny nabi se farmaya k ya jageer apni qareebi aurat ko da do) baghe fadak sirf bibi fatima ka haq tha na k haqumat ka.

Abdullah ap se aik SaWaL hai just aik jaga apne kaha k Allah ne Jibrail(A.S) Ko bheja Hazrat Muhammad Ahmad Mustafa (S.A.W) k Pas k fidak Hazrat Fatima Ul Zahra (R.A) ko wirasat kr do mjy just ye pochna ye Quran ma kaha Hai? ?? Quran ki roshni ma btaye ga Hadees ki roshni ma ni plz

Kuin k Hazrat Abu Bakar Mere Nabi P.B.U.H k wo sahabi hein jin k bare mein ap ne farmaya k Abu Bakar R.A k ihsano ka badla mein qayamat k din he dun ga aur jis sahabi ne 10 dafa ghar ka saman Hazrat Mohammad P.B.U.H ko pesh kr dia un ki shan mein esi batein ek kafir he kr sakta jo Nabi P.B.U.H apni beti ko kam k liay ek londi ata na krein ke ye gharana azeem hei tum log kia jano un ki shan kafiro.

Mery khayal sy hamari koi okat nhi Ky hum AHLY BAIT KARAM ya SAHABA KARAM k bary my kch bhi galat bat kren ye unky apas Ky mamlat thy ALLAH PAK akhrat my faisla krny waly hain hamra kam sirf unki tazeem o takreem krna hai

Agar koi jagra nhe tha to ye Jamal siffen or nehrwaan mazak tha???

Bhai humy na batao unki Shan Bibi Pak s.a ny quran e Pak Se daleel de thi Abu bakar ko
Apni he books utha k Dekh Lena k Bibi Fatima k wisal Hy ya shahadat or kis tarha se unhy Shaheen Kia gya talha Zubair Umar teeno me darwaza ko ko agg lagai Umar ny lat Mari Bibi Fatima gate per khari hui thi Abu bakar ki khulfat ko ko manawana ae thy k Ali ko kahar bhejo Bibi mana Kia k Ali nhi aengy usk bad Ali ko qaid kr k k le gae thy ye apko nonehar khalifa Jin k lie ap Jaan dete ho phly unse pta kro bakshny k lie like hn ya nhi apka qasoor nhi Hy bano bano ummaiya k Kuch lalchi gundoo ne pese dekr hadees likh wai thi his per ajj tak ap log Amal pera ho.
Kia quran e Pak ki ayat bhool gae bano musalman or kro us per Amal ayat Ka tarjuma ye Hy A Eman walo tumhra pass koi khabar le kr ae to Acha se sehqeeq krlia kro
Masla ye ahle sunat me Jo tehqeeq krta Hy wo bechara hamari tarha kafir hojata Hy
Chalo ap musalman he Shi ap he Amal krlo ayat per ye bhi hum kafir batae gy gy apko
Rasool ki ahle bait k muqabla me Anna wala esai mubahillay me Chor k you bhaga tha k lanat na ajae hum
Ayat Ka tarjuma net per search krlo tarjuma likhta Hu
A Nabi in se are keh Di jea k tum apny le hum apny
Or ink muqably me ae us per Allah ki khuli khuli lanat hui

Bat rhi ye k Bibi FATIMA gae ya Kisi ko bheja to Abu bakar ko kis ny right dia tha unhy mana krny Ka apka haq nhi banta
Fatima mere Jigar Ka tukra Hy
Hadees q k gae rasool jis ny is takleef phnchai Goya usny mjh Muhammad ko takleef pohabchai
Or attaaat kro rasool whi Allah ki attaat Hy Zara musalmanoo ki attaat dkhao k beti darbar me bula k khara rakha Salman ume aiman ki gawahe jhutla de
Or Kaha Ali Hassan hussain ki gawahe nhi ho skti apny hn

Jinko ap ashra mubashira ashab bhi Alle rassol k qatil nikly ab Kia kro Gy APK bardho ny kitabo me qirdar bhi ink likhy or hadees me Acha bhi likh dya or phase gae ab Kia kre bechara

Ap daleel dedo mjhy ashab hony ki sharait Kia hn quran me Kia ayat Hy ashab k lie quran me aikhri word ayat Ka Hy halat e Eman me marey
Eman check kro phr pta lagna Hy kon halat e Eman per tha whi follow hony k like Hy me nhi quran khta hy

Jo bhi isey perhe. Meri dili request he apne dil or dimagh dono ki ankhen khol k smjhne ki koshesh kerey otherwise jin words me ye ghalat ilzam tehreer kiya ja raha he koi bhi masoom gumraah ho skta he. Jaza'akAllah

Post a Comment

براہ مہربانی شائستہ زبان کا استعمال کریں۔ تقریبا ہر موضوع پر 'گمنام' لوگوں کے بہت سے تبصرے موجود ہیں. اس لئےتاریخ 20-3-2015 سے ہم گمنام کمینٹنگ کو بند کر رہے ہیں. اس تاریخ سے درست ای میل اکاؤنٹس کے ضریعے آپ تبصرہ کر سکتے ہیں.جن تبصروں میں لنکس ہونگے انہیں فوراً ہٹا دیا جائے گا. اس لئے آپنے تبصروں میں لنکس شامل نہ کریں.
Please use Polite Language.
As there are many comments from 'anonymous' people on every subject. So from 20-3-2015 we are disabling 'Anonymous Commenting' option. From this date only users with valid E-mail accounts can comment. All the comments with LINKs will be removed. So please don't add links to your comments.

Popular Posts (Last 30 Days)

 
  • Recent Posts

  • Mobile Version

  • Followers